| Sad SMS |
Koi Shikwa Nahi gila bhi Nahi,
Tu bichra nahi par mila B nahi,
Ik arsa huwa teri awaz suny huay,
Ye bywafai to nahi par mohabt ka Sila B nhi..
|
Admin |
| Sad SMS |
Apni mohabbat ki koi wazahat nahi karta
Han yeh dil tere siwa koi chahat nahi karta
Ek hum hain jo in par khushiyan nichawar kar dete hain
Ek woh hain jo dard bhi inayat nahi karta
Jab bhi isay bhoolnay ki koshish karta hon
Mere andar hai koi jo meri himayat nahi karta
Apni taqdeer ki kitab main hi shayad mohabbat ka baab nahi
Main tum se koi jana shikayat nahi karta, |
| Admin |
| Sad SMS |
Is zindage say kya gila jub mukadar say he kuch na mila,is roney say kya gila jub Muskuraney ka moka hi na mila,is jahan say kya gila jub koi Apna na mila. |
| Admin |
| Sad SMS |
Bhut tmana thi kisi ko apna bnane ki,
bhut tmana thi kisi ka ho jane ki,
par kya pta tha jiska hum hona chahte the,
unhe adat hi nhi kisi ko apna bnane ki. |
Admin |
| Sad SMS |
Yeh dosti chiragh hai ise jalaey rakhna, yeh dosti gulab hai ise khilaey rakhna,
Hum rahen na rahen is jahan mein,
Bas humari yaad dil mein basaey rakhna. |
Admin |