| Sad SMS |
Zakham jab mere seene k bhar jayenge,
AAnsu b moti bankar bikhar jaeenge,
Ye mat puchna kis kis ne dard diya,
Warna kuch apno ke bhi chehrE utar jayenge, |
Admin |
| Sad SMS |
Muhabat k sapnay dikhatay bohat hai
Wo raaton main hum ko jagatay bohat hai
Mai ankhon mai kajal lagaon to kesy
In ankho ko log rulatay bohat hai!
|
| Admin |
| Sad SMS |
Nazar ma agea chahra udas barish ka
Tumari yad na pahna libas barish ka
Kisi ka akhri khat b mila ha bhega hoa
Ya sabut to ha mery pas barish ka
Kabi kabi to hmain dhop achi lagti ha
agarcha,dil tabeit shnas barish ka
Ya kis ke yad sy roy lepat-lept k ham
Pher aj ban gea musam udas barish ka. |
| Admin |
| Sad SMS |
Tufan tinkey ko urra kr chala gya.Guzra waqt bohat kuch sikha kr chala gya.Aise b hote hai zamaney mein log socha na tha!
Jis ko chup kraya wohi rula k chla gya |
Admin |
| Sad SMS |
Main ne AaZAD kia apni WAFAON se tujhe
BEWAFAI ki SAZA mujh ko SUNA di jaye
Mein ne mangi thi UJALE ki fqat ek KIRAN
TUM se ye kis ne kaha AAG laga di jaye.! |
Admin |